Mix Shayari- यहाँ आपको मिलेगी हर तरह की Mix shayari, जैसे की mix shayari in hindi, love and sad mix shayari, happy and sad mix shayari, friendship mix shayari,hindi english mix shayari तो देर किस बात की, आइये पढ़ते हैं-
दुश्मनों की दुनिया में, फरेब क्यों होता है,
मुलाकात बहुत कम, और इंतजार ज्यादा होता है,
मुलाकात भी जरुरी है, हर एक पल के लिए,
और उसी एक पल के इंतजार में, सब कुछ बयां होता है.
dushmanon ki duniya mei, fareb kyon hota hai,
mulakaat bahut kam, aur intezaar jyada hota hai,
mulakaat ki bhi jaruri hai, har ek pal ke liye,
aur usi ek pal ke intezaar mein, sab kuch bayaan hota hai
की मैं टूट चुका हूं इस कदर, मर जाने को जी चाहता है,
उसकी यादों में जी रहा हूं ऐसे, कि कुछ कर जाने को जी चाहता है
ki main toot chuka hoon is kdar, mar jaane ko jee chahta hai,
uski yaadon mein jee raha hoon aisey, ki kuch kar jaane ko jee chahta hai
आज दोस्ती में दोस्त का तोहफा मिला है,
हर कोई सख्स मुझसे खफा मिला है,
जान लूटा देते हम तेरे लिए तेरे कहने पर,
क्योंकि तुझसा भी आजतक मुझे कोई, कहां मिला है
aaj dosti mein dost ka tohfa mila hai
har koi skhs mujhse khafa mila hai
jaan luta dete hum tere liye tere kehne par
kyon ki tujhsa bhi aajtak mujhe, koi kahan mila hai
जीते जी मर जाते हैं, अक्सर जीने वाले,
कब अपने गम को भूल जाते हैं, अक्सर पीने वाले,
शौक तो सब रखते हैं, शौक से जीने का,
झोपड़ियों को भूल जाते हैं अक्सर, महलों में जीने वाले
jeete jee mar jaate hain, aksar jeene waale
kab apne gham ko bhul jaate hain, aksar peene wale
shauk to sab rakhte hain, shauk se jeene ka
jhopdiyon ko bhul jaate hain, mehlon mein jeene wale
गूंज वादियों में थी, और हम अश्क बहाते चले,
अपने ही अश्कों की बूंदो से, नदियां बनाते चले,
इस नदी की ना कोई मंजिल, ना किनारा बना,
और मुझको मेरे ही अपने बार-बार डुबाते चले
goonj waadiyon mein thi, aur hum ashk bahaate chale
apne hi ashkon ki boondo se, nadiya bahate chale
is nadi ki na koi manjil, na kinara bana
aur mujhko mere hi apne baar-baar dubaate chale
भरी महफिल से उठ कर वो चले गए,
सजदो में दुआ मांगने वो चले गए,
आकर रोशन उन्होंने इस नगरी को कर दिया,
और फ़िज़ाएं भी कहती हैं, वो हमें छोड़कर कैसे चले गए
bhari mehfil se uth kar wo chale gaye
sajdo mein dua maangne wo chale gaye
aakar roshan unhone is nagri ko kar diya
aur fizaayein bhi kehti hain, wo hume chhodkar kaise chale gaye
खुश हूं आज मैं अपने आप में, मुझे किसी की जरूरत क्यों,
जीने का नाम जब जिंदगी है, तो मैं क्यो न खुश होके जियूं
khush hoon aaj main apne aap mein,
mujhe kisi ki jarurat kyon
jeene ka naam jab zindagi hai
to main kyun na khush hoke jiyun
अंधे को लाठी की जरूरत थी,
घर बनाने को माटी की जरूरत थी,
जो हाथ पकड़कर मुझे मेरे आशियाने तक पहुंचा दे,
मुझे एक ऐसे साथी की जरूरत थी
andhe ko lathi ki jarurat thi
ghar banane ko maati ki jarurat thi
jo hath pakad kar mujhe mere aashiyaane tak pahucha de
mujhe ek aise sathi ki jarurat thi
मुझसे मेरे ये ख्वाब पूछते हैं,
मुझसे ये सवाल पूछते हैं,
क्यों खामोश हूं मैं आज अपने आप में,
मुझसे मेरे चाहने वाले, ये जवाब पूछते हैं
mujhse mere ye khawab poochte hain
mujhse ye sawal puchte hain
kyun khamosh hoon main aaj apne aap me
mujhse mere chahne wale ye jawab poochte hain
नन्ही सी परी मुस्कुरा रही है,
अपनी हंसी दिखा रही है,
जीने दो मुझे भी मेरे वक्त के साथ,
इक पल की खुशी का वो किस्सा बता रही है
nanhi si pari muskura rahi hai
apni hansi dikha rahi hai
jeene do mujhe bhi mere waqt ke saath
ik pal ki khushi ka wo kissa bata rahi hai
छोटी सी आंखों में कोई ख्वाब देखता है,
इक छोटे से बचपन का वो पैगाम देता है,
चल रहे हो अगर आप लाखो की भीड़ में,
उसमे कोई नन्हा सा मासूम, तेरी अंगुली पकड़ तेरा नाम लेता है
chhoti si aankhon mein koi khawab dekhta hai
ik chhote se bachpan ka wo paigam deta hai
chal rahe ho agar aap lakho ki bheed mein
usme koi nanha sa masoom
teri anguli pakad tera naam leta hai
दर-दर भटकने वाले मंजिल को तरस गए,
जैसे बिना बरसात के बादल झामझम बरस गए,
हर बूंद की आहट तो दूर-दूर तक गई,
मगर हम बदनसीब, इक-इक बूंद को तरस गए
dar-dar bhatakne wale manzil ko taras gaye
jaise bina barsaat ke badal jhamajham baras gaye
har boond ki aahat to dur-dur tak gayi
magar hum badnaseeb har ik boond ko taras gaye
इक चुनरी के पीछे वो हुस्न को छिपाये बैठे थे,
जैसे अपनी कातिल नजरो को छुपाये बैठे थे,
कातिल तो ना थे वो ऐसे मगर,
पर ना जाने वो किसी से ख़ौफ़ खाये बैठे थे
ik chunri ke piche wo husn ko chupaye baithe the
jaise apni katil nazron ko chupaye baithe the
kaatil to na the woh aise magar
par na jaane wo kisi se khauf khaye baithe the
आज हम अपनों से दूर हो गए,
अकेले रहने पे मजबूर हो गए,
वादा किया था उनके साथ रहने का,
मगर उनके बगेर आज मेरे सपने, चकनाचूर हो गए
aaj hum apno se door ho gaye
akele rehne pe majboor ho gaye
wada kiya tha unke sath rehne ka
magar unke bagair aaj mere sapne chaknachur ho gaye
कल तक गुजरी हर बात याद आयेगी
भरी महफिल में भी किसी को हमारी याद आयेगी
जिंदा रहकर हमसे हमारा किसी ने हाल तक ना पूछा
पर मरने के बाद भी हमें वो यादो की सौगात याद आएगी
kal tak guzri har baat yaad aayegi
bhari mehfil mein bhi kisi ko hamari yaad aayegi
zinda reh kar humse hamara kisi ne haal tak na poocha
par marne ke baad bhi hume wo yaado ki saugat yaad aayegi
जिंदगी के मायने आज पता चले
आईने के चेहरे भी खफा कर चले
बसाते रहे जिनका आशियाना हम उनके साथ रहकर
वही लोग आज मेरा आशियाना तोड़ चले
zindagi ke mayne aaj pata chale
aaine ke chehre bhi khafa kar chale
basate rahe jinka aashiyana hum unke sath rehkar
wahi log aaj mera aashiyana tod chale
उड़ने को फैलाये थे पंख
जाने क्यों पानी से टकरा गया
उड़ना तो हमारी शान थी
और मैं उड़ने से पहले घबरा गया
udne ko failaye the pankh
jaane kyun paani se tak ra gaya
udna toh hamari shaan thi
aur main udne se pehle ghabra gaya
कभी-कभी वक्त बेवजह मुसीबत बन जाता है
जैसे सुबह का सूरज शाम को ढल जाता है
निकलती हैं वही किरणें हमें सुबह जगाने को
और वही एक सूरज जीने की वजह बन जात है
kabhi-kabhi waqt bewajah musibat ban jata hai
jaise subah ka suraj sham ko dhal jata hai
nikalti hai wahi kirne hume subah jagane ko
aur wahi ek suraj jeene ki wajah ban jaat hai
कभी अपनों से वादे किया नहीं करते
क्या लोग एक दूसरे के बगेर जिया नहीं करते?
आज हम आपसे दूर ही सही पर दिल में कहीं आपके बसे हैं
किसी और की खातिर हमें ये ना कह देना की हम तुम जैसो का साथ दिया नहीं करते
kabhi apno se wade kiya nahi karte
kya log ek dusre ke bagair jiya nahi karte
aaj hum aapse door hi sahi
par dil me kahi aapke base hain
kisi aur ki khatir hume ye na keh dena
ki hum tum jaiso ka saath diya nahi karte
आज ये आंखे नम हो गई
दर्द उनका सुनकर कही ये खो गई
अपना समझा हमने उनके हर दर्द को
और उसी दर्द में ये जिंदगी गुम हो गई
aaj ye ankhe nam ho gai
dard unka sunkar kahi ye kho gai
apna samjha humne unke har dard ko
aur usi dard mein ye zindagi gum ho gai